maalik ki gaadi driver ka paseena - chalti hai road par ban kar haseena
buri nazar wale, tera moonh kala
mera Bharat mahan (lekin janta pareshan)
qismat aazma chuka, muqadar aazma raha hoon - Aik baywafa kay kahtir riksha chala raha hoon
chandni raat beeti jaa rahi hai - Ullu Ki Patthi, too ab a rahi hai
kabhee side say aatee ho kabhee peechay say aatee ho - meree jaan horn day day kar mujhay tum kyon satateey ho
maaN ki duA jannat ki hawa - maaN ki bud-duA ja beta rickshaw chala
Pappu yaar tang na ker!
Zehreeli Nagan
koi jal gaya, kisi nai dua di
Quaid-e-Azam nay farmaya - tu chal, main aayaa
main phir aaon ga
tapar hai to paar kar warna bardaasht kar
maaN ki duA, baap ka chamaat
dekH magar pyar se!
Khatharnaak Rambo
horn day ker paas kerain
Chal Dhanno
Phir Milayngay
Akhri Shahzada
Tera Jadoo Chal Gya
Hosh Ker Kherghosh
Wo Dekho Mastani ja rahi hay
Khuda keray haseenoo ke baap mar jeyeen - maut ka bahana ho hum un ke ghar jeyeen
Abey kambakath aisa soochna bhi paap hoga - Kissi rooz tu bhi kissi haseen ka baap hoga
Mehboob meray mujhay teri qasam teri ik ik adaa nirali hay - andaz zamanay say hay juda par rangut teri kali hay

Comments